urdu notes for ppsc css pms exams

1.    Thandi aag by Intizar hussain
2.    Rustam o sohrab Agha hasher kashmiri ka drama tha
3.    Agha Ashar kashmiri ko urdu ka Shakespeare kaha jata hay
4.    Drama Anar kali by Imtiaz ali taaj jo k tragedy hay
5.    Chacha chakan imtiaz ali taj ka aik kirdar hay
6.    Drama taleem balghan khawaja moen ud din nay likha tha jo k 1954 main likha gia
7.    Sab rus Mulla Wajhi nay likha tha
8.    Sab rus aik tamseeli qissa tha ki zuban Deccani kahi jati hay
9.    Mazameen farhat Farhat ullah baig nay likhi thi
10.  Molvi nazeer ahmed ki kahani farhat ullah baig ka likha howa khaka tha
11.  Ye khakh unho nay 1928 main likha tha
12.   Movli nazeer ahmed farhat ullah baig k ustad thay
13.  Pitras bukhari ka asal name ahmed shah bukhari tha
14.  Urdu ki akhiri kitab by Pitras bukhari
Maan ki museebat
khana khud pak raha hay
dhobi aj kapry dho raha hay
main aik miyan hon
15.  Mazameen e rasheed Raheed ahmed Sadique ka pahla nasri majmua hay jo 20 mazameen pay mushtamil hay
16.  Aab e gum mushtaq ahmed yousfi k mazameen ka majmua hay jo 1989 main shaya howa aor ic main 6 unwan k mazmoon hain
17.  Aab e gum k markazi kirdar mirza abdul wadood baig ko mushtaq ahmed yousfi nay apna humzad kaha tha
18.  Sir sayyad ahmed khan jaded urdu nasar k pani han
19.  Narang e khayal Mohammad hussain azad nay likha jis main 14 mazameen shamil hain
20.  Hayat e jawaid altaf hussain hali nay likhi thi jo 2 hisso pay mushtamil hay
21.  Meer o Soda ka doar 1706 say 1810 tak phela howa hay
22.  Meer o Soda k doar main urdu pay farsi ghalib rahi
23.  Meer Taqi meer apny zamany ka sab say barha ghazal go shahir tha
24.  Momin o Gahalib k doar main ghazal nay boht arooj hasil kia
25.  Abraham Zoq (died 1854) bahadur shah zaffar ka ustad tha.
26.  Mirza ghalib died in 1869
27.  Fort William college was found in 1800
28.  Sir sayyad nay Tehzeeb ul akhlaq 1870 main nikala tha
29.  Anjaman e Punjab 21 jan 1865 ko banai gai
30.  Dr Lightener pehla sadar tha aor molana Muhammad hussain azad secretary
31.  Sajjad zaheer aor malik raj aanind nay 1935 main taraqi pasand tehrik ki buniyad rakhi
32.  Anjaman ki pahli conference 15 april 1936 ko munshi paraim chand ki sdarat main Lakhnao main hoi
33.  Faiz ahmed faiz, N.m Rashid and majeed amjad ka taluq taraqi pasand tehrik say hay
34.  Faiz ahmed faiz nay ye nazmain likhi hain
sham e tanhai
subha e azadi
chand roz aor meri jan
heart attack
35.  Taraqi pasand afsano ka pahla majmua Angary hay jo tehrik k aghaz say pahely December 1932 main shaya howa,
36.  Angary 1933 mai zabt ho gai thi
37.  Angary mai 9 afsany aor 1 drama tha
Angary (aik jaiza)
sajjad zaheer nay 5 afsany likhy thy. “neend nahi ati. Jannat ki basharat. Garmiyu ki aik rat. Dulari. Pher ye hangama.
Rasheed jahan ka 1 afsana Dilli ki sair aor drama Pardy k peachy
Ali Ahmed 2 afsany Badal nahi aty and Mahawatto ki aik rat
aor mehmood zafar ka Jawan-mardi
38.  Taraqi pasnd afsana nigaro main paraim chand ka name numayan hay
39.  Paraim chand nay afsana Kaffan likha
40.  Kirishan chandar k ye afsany boht maqbool hoey
                      I.        An data
                    II.        Kalu bhangi
                   III.        Balcony
                  IV.        Barham puttar
                    V.        Piyasa
                  VI.        Teen ghunday
                 VII.        Pishawar express
                VIII.        Cherry k phool
41.  Ahmed nadeem qasmi wrote Chopal and Bagoly.
42.  Kishwar naheed ko urdu zuban ki pehli baghi shaira kehty hain
43.  Majeed amjad nay namaz nigari main name peda kia
44.  Muneer niazi nay apni Alaamat hindi zuban say aghaz ki hain
45.  Faiz ahmed faiz ko Lenin Peace prize 1962 mila tha